Mene likhi hai kahani meri,mujhe meri kahani ke her raaz pata hai| mujhe mera haal pata hai, mujhe meri kahani ka her sawal pata hai|| Mujhe mera sach pata hai,Mujhe meri zindagi ke her halat pata hai| Mujhe mera aaj ka her sawal pata hai|| kal kya hoga mujhe uska Aaj pata hai | Or me kahu ki meri kahani hai usko kaise likhna hai vo mujhe aaj pata hai||
No comments:
Post a Comment